Barsaat poetry in Urdu - Tehzeeb Hafi Urdu Ghazal - Mahaz Ishq Se kab Kon 2024
(Barsaat poetry in Urdu)A wonderful Ghazal was written by Tehzeeb Hafi, Mahaz Ishq Se kab Kon bach ky Nikala hai, this ghazal also mentions the rain which is why we posted it on our website, one word has been changed in the photo poetry of this ghazal, the image of the lion In the second line is written city instead of a village, this change we have made ourselves.
By the way, the whole ghazal is written exactly below, in Urdu in Roman Urdu from which you can read and also send to friends,
Barsaat poetry in Urdu - Tehzeeb Hafi Urdu Ghazal Image And Text Urdu & Roman Urdu
Barsaat poetry in Urdu-Tehzeeb hafi |
تحزیب حافی اردو غزل
بتا اے ابر مساوات کیوں نہیں کرتا
ہمارے گاؤں میں برسات کیوں نہیں کرتا
محاذ عشق سے کب کون بچ کے نکلا ہے
تو بچ گیا ہے تو خیرات کیوں نہیں کرتا
وہ جس کی چھاؤں میں پچیس سال گزرے ہیں
وہ پیڑ مجھ سے کوئی بات کیوں نہیں کرتا
میں جس کے ساتھ کئی دن گزار آیا ہوں
وہ میرے ساتھ بسر رات کیوں نہیں کرتا
مجھے تو جان سے بڑھ کر عزیز ہو گیا ہے
تو میرے ساتھ کوئی ہاتھ کیوں نہیں کرتا
محاذ عشق سے کب کون بچ کے نکلا ہے
تو بچ گیا ہے تو خیرات کیوں نہیں کرتا
Tehzeeb Hafi Roman-Urdu Ghazal
Bata Ea Abr masawat keyo Kyon nahin karta
Hamare Gaon Mein Barsat Kyon nahin karta
Mahaz Ishq Se kab Kon bach ky nikala hai
Tu Bach Gaya Hai To Khairat Kyon nahin karta
Woh jis ki chhayon Mein 25 Sal guzre hain
Wo ped mujhse baat Kyon nahin karta
Main Jis Ke Sath Kain Din Guzar aaya hun
Wo Mere Sath Basar Raat Kyon nahin karta
Mujhe to Jaan Se Badh kar Aziz ho gaya hai
Tu Mere Saath Koi Hath Kyon nahin karta
Mahaz Ishq Se kab Kon bach ky nikala hai
Tu Bach Gaya Hai To Khairat Kyon nahin karta
-Tehzeeb hafi - Sad Poetry - Ghazal