Best Relationship-Relative Rishty-Rishta-poetry, sayings in Urdu
Today's Poetry Is About Relationships And The Names Of Relatives. There Are Many Kinds Of Relatives. We Make The Good And The Bad Good And The Bad Ourselves. No Human Being Is Bad.
Our Point Of View Changes. They Say It's Bad, Even If It's Not Bad, It Changes Your Style, Value Relationships No Matter What۔
Rishte Anhi Logon Se Banayen |
Rishte Khoon Ke Nahi Ehsas Ke Hotay Hain |
رشتے خون کے نہیں احساس کے ہوتے ہیں
اگراحساس ہوتو اجنبی بھی اپنے ہوجاتے ہیں
اگر احساس نہ ہوتواپنے بھی اجنبی ہوجاتے ہیں
Rishte Khoon Ke Nahi Ehsas Ke Hotay Hain
Agr Ahsas Hoto Ajnabi Bhi –apne Ho Jatay Hain
Agar Ehsas Nah Hoto Apny Bhi Ajnabi Ho Jatay Hain
Also Read. ❤30 Top,Ashfaq ahmed quotes,
Rishte Dil Se Bantay Hain |
رشتے دل سے بنتے ہیں باتوں سے نہیں
کچھ لوگ بہت باتوں کے بعد بھی اپنے نہیں ہوتے
اور کچھ خاموشی سے اپنے ہوجاتے ہیں
Rishte Dil Se Bantay Hain Baton say Nahi
Kuch Log Bohat Baton Ke Baad Bhi –apne Nahi Hotay
Aur Kuch Khamoshi Se –apne Ho Jatay Hain
Rishte Aur Rastay |
رشتے اور راستے تب ختم ہوتے ہیں
جب پاؤں نہیں دل تھک جاتے ہیں
Rishte Aur Rastay Tab Khatam Hotay Hain
Jab Paon Nahi Dil Thak Jatay Hain
Mazboot Tareen Hota Hai Woh Rishta |
مضبوط ترین ہوتا ہے وہ رشتہ
جہاں عیب گنوائے نہیں جاتے بلکہ چھپائے جاتے ہیں
Mazboot Tareen Hota Hai Woh Rishta
Jahan Aib Gawaion Nahi Jatay Balkay Chupaye Jatay Hain
Also Read. ❤Banoo Qudsia |15+ Best Urdu Quotes Collection
Matlab Ka Wazan |
مطلب کا وزن بہت زیادہ ہوتا ہے
اسی لئے تو مطلب نکلتے ہی
رشتے ہلکے ہوجاتے ہیں
Matlab Ka Wazan Bohat Ziyada Hota Hai
Isi Liye To Matlab Nikaltay Hi
Rishte Halkay Ho Jatay Hain
Log Rishte Chore Dete Hain |
لوگ رشتے چھوڑ دیتے ہیں
لیکن بحث نہیں چھوڑتے
Log Rishte Chore Dete Hain
Lekin Behas Nahi Chortay
Kuch Logon Ko |
کچھ لوگوں کو جتنا بھی اپنا بنانے کی کوشش کرلو
وہ ثابت کردیتے ہیں کہ وہ غیر ہی تھے
Kuch Logon Ko Jitna Bhi Apna Bananay Ki Koshish Karlo
Woh Saabit Kardete Hain Ke Woh Ghair Hi Thay
Koi Tum Se Bhalai Ki Umeed Rakhay |
کوئی تم سے بھلائی کی اُمید رکھے
تواسے مایوس مت کروکیونکہ
ضرورت کا تم سے وابستہ ہوناتم پر اللہ کی عنائت ہے
(حضرت علی)
Koi Tum Se Bhalai Ki Umeed Rakhay
Twase Mayoos Mat Karo Keyon Ky
Zaroorat Ka Tum Se Wabasta Hona Tum Par Allah Ki Anayt Hai
( Hazrat Ali )
Kisi Rishte Ko Kitni Hi Mohabbat |
کسی رشتے کو کتنی ہی محبت سے باندھاگیاہو
اگر عزت اور لحاظ چلاجائے تو محبت بھی چلی جاتی ہے
Kisi Rishte Ko Kitni Hi Mohabbat Se Bandha Gia Ho
Agar Izzat Aur Lehaaz Chlajaye To Mohabbat Bhi Chali Jati Hai
Khatam Hogaye Unn Logon Se Bhi |
ختم ہوگئے اُن لوگوں سے بھی
جن سے مل کر لگتا تھایہ زندگی بھر ساتھ دینگے
Khatam Hogaye Unn Logon Se Bhi
Jin Se Mil Kar Lagta Tha Ya Zindagi Bhar Sath Deingay
Kash Koi Samajh Saka Ke(; |
کاش کوئی سمجھ سکے کہ رشتے بنانا
اصل بات نہیں۔۔۔۔
بلکہ اصل بات اُن رشتوں کو نبھانا ہوتا ہے
Kash Koi Samajh Saka Ke Rishte Banana
Asal Baat Nahi...
Balkay Asal Baat Unn Rishton Ko Nibhana Hota Hai
Jab Koi Manzar Na Ho to |
جب کوئی منظر نا ہوتو
رابطے اچھے نہیں لگتے
Jab Koi Manzar Na Ho to
Raabtey Achay Nahi Lagtay
Relative - Relationship Attitude poetry Quote
Koi Manafqat Sikhao Mujhe |
Koi Manafqat Sikhao MujheRishte Nibha Sakoo Mein Bhi
Munfaq Rishte Se Aawara Kta Behtar |
Munfaq Rishte Se Aawara Kta Behtar HaiJo Mun Par Bhonkta HaiPeeth Peechay Nahi
Jab Black Cobber Jaisay Rishte Daar Ho |
Jab Black Cobber Jaisay Rishte Daar HoTo Blue Wheel Kya Bigaar Sakti Hai
Chehray Par Waqt Se Pehlay Parney Wali Jhuriyan |
Chehray Par Waqt Se Pehlay Parney Wali JhuriyanRooh Par Lagey Zakhamo Ka Aks Howa Karty Hain
If You Want To Read Such Great Poetry And Sayings Poems Lyrics, Be Sure To Give Our Site A Try.