Best 50+ Famous Bano Qudsia Quotes In Urdu

Get The Best Bano Qudsia Quotes Copy-paste 2024


The best sayings of  Banu Qudsa, Aqwal Zarin with Urdu fonts and Roman Urdu, you can easily download Aqwal Zarrin of this beautiful design and share it with your friends as well. Below is the complete information and Rakwal photos. Go see them and download the quote of your choice.


Banoo Qudsia Urdu Quote Images Download 2024
Banoo Qudsia Urdu Quote


Best Banoo Qudsia Urdu Quote - About Life Quotes


Aurat Best Urdu Quotes Bano Qudsia 2024
Aurat Best Urdu Quotes Bano Qudsia

عورت میں ڈٹے رہنے کہ بڑی قوت ہوتی ہے ۔

$ads={1}

Aurat mein Dtyy Rahane ki, Badi Kowat  hoti hai.

2024 bano qudsia poetry
Mazaz Aadmi

معزز ترین آدمی کی پہچان یہ ہے کہ اس کے دل میں ہر ایک کے لئے محبت ہوتی ہے
 اور وہ آسانی سے کسی دوسرے کے ساتھ دشمنی پر آمادہ نہیں ہوتا۔ وہ چاندی
 کی پیالی کی طرح ہوتا ہے۔ اگر اُسے موڑنا چاہیں تو آسانی سے مڑ جائے گا۔
 اور اگر آپ اسے توڑنا چاہیں تو وہ آسانی سے نہیں ٹوٹے گا۔

Bano Qudsia Quote - Mazaz Treen aadami

Mazaz Treen aadami ki pahchan yah hai,  ka Iske Dil Mein
Har EK ke liye Mohabbat hoti hai, Aur Woh aasani Se Kisi
Dusre ke sath,  Dushmani per ammada Nahin Hota,
Wo Chandi Ki Pyali  Ki Tarah Hota Hai,  Agar usse 
Modna Chahe to aasani se Mud jaega, aur Agar Ap se
Todna Chahe to Wo aasani se nahin tutega.

Best Bano qudsia Urdu Sayings Collection
Best Bano Qudsia Urdu Sayings

قید اس وقت شروع نہیں ہوتی جب سپاہی اپنے ہتھیار اتار کر دشمن سے سمجھوتہ 
کر لیتا ہے بلکہ بے یقینی کا وہ مرحلہ اسے قیدی بناتا ہے جب پہلی بار اسے
 اپنے زور بازو پہ یقین نہیں رہتا اور دشمن کی قوت کا اندازہ لگا کر اس سے بدکتا ہے۔

Sipahi Apne Hathiyar Utaar Kar - Best Quotes copy

$ads={1}

Qaid is Waqt Shuru Nahin Hoti Jab Sipahi Apne Hathiyar utaar kar Dushman se
Samjhauta kar leta hai,   balke Ba Yaqni ka Wo Marhala useQadi banata hai,
Jab pahli bar use Apne Zor Bazu per Yaqen Nahin rahata,  Aur Dushman ki  Kowat ka andaza lagakar is se Badkta hai.

Mehdood Khwahishat bano Apa Ky Aqwal
Mehdood Khwahishat

جب انسان محدود خواہشوں اور ضرورتوں کا پابند ہوتا ہے
 تو اُسے زیادہ جھوٹ بولنے کی ضرورت بھی پیش نہیں آتی۔

Mehdood Khwahishat aur Zarurt


Jab Insan Mehdood Khwahishat aur Zarurton ka Payband Hota Hai
To use Zyada Jhoot bolne ki Zarurat bhi Pesh Nahin aati.

liberal aadami-Bano Qudsia Urdu Quote
liberal aadami-Bano Qudsia

ہر لبرل آدمی پہلے اپنا راستہ چھوڑتا ہے اور پھر کسی اور کے راستے کو درست سمجھتا ہے 
اس کے پاس نہ اپنی اقدار باقی رہتی ہیں ، نہ کسی اور کی اقدار کی وہ عزت کرسکتا ہے 
 ضرورت اس بات کی نہیں کہ انسان بےرنگ ہو. بلکہ سمجھنا یہ پڑےگا کہ ہر رنگ کی اپنی شان ہے

liberal aadami-Bano Qudsia Urdu Quote

Har liberal aadami pahle Apna Rasta Chodta hai, 
aur PhirKisi Aur Ke Raste ko Drust Samajhta Hai,
Iske Paas na apni iqtdar Baki rahti hai, Na Kisi Aur ki
iqtdar ki Wo Izaat kar sakta hai, Zaroorat is baat ki nahin
ke Insan be rang Ho,  balke samajhna Padega,
Har Rang ki apni Shan hai.

$ads={1}

'tahkum' ka shoq - Urdu Quotes Text Bano Apaa
Tahkum' Ka Shoq

انسان کو غالباً سب سے زیادہ تحکم کا شوق ہے۔ وہ دوسروں پر کبھی رعب،
 کبھی خوشامد، کبھی سزا دےکر اپنی حکومت کا ثبوت اپنی اناکو پہنچاتا رہتا ہے۔
 تحکم زیادہ ہوتا چلا جائے تو خوداعتمادی میں بھی اضافہ ہوتا چلا جاتا ہے،
 دوسروں کی مرضی پر اپنی مرضی مسلط کرنے کے مواقع 
کم ہوں تو احساس کمتری بڑھنے لگتا ہے۔

Tahkum' ka shoq - Urdu Quotes Text 


Insan ko galban sabse Zyada 'tahkum' ka shoq hai
Wo dusron per kabhir Rob 'رعب' Kabhi Khush amad,
Kabhi Saza De kar apni Hukumat ka Saboot Apne "Anna"
ko pohunchata rahata hai, 'Tahkum'  Jyada Hota chala jaaye to
Khud etemadi Mein Bhi izafa Hota Chala Jata Hai,
Dusron Ki Marzi par apni Marzi musallat karne ka mauka
kam ho to Ehsaas kamtari badhane Lagta Hai.

Life Quotes In Urdu - Mohabbat apni Marzi se
Love & Life Quotes In Urdu

محبّت اپنی مرضی سے کھلے پنجرے میں طوطے کی طرح بیٹھنے کی صلاحیت ہے.
 محبّت اس غلامی کا طوق ہے جو انسان خود اپنے اختیار سے گلے میں ڈالتا ہے۔ 

Life Quotes In Urdu - Mohabbat Apni Marzi Se

Mohabbat apni Marzi se Khule Pinjre Mein Tota ki Taha baithane ki Salah hiyat hai
Mohabbat gulami Ka Tuk hai, Jo insan Khud Apne ikhtyar Se Gale Mein dalta Hai.

Bano Qudsia Urdu Quotes - Best Urdu Quote aurat ki Bhook
Aurat ki Bhook

جب کبھی کوئی مرد کسی عورت کے عشق میں مبتلا ہوتا ہے
 تو اسے اس عورت کی بھوک مٹانے کا چسکا پڑ جاتا ہے۔

Mard Kisi Aurat ke Ishq Mein Mubtla

$ads={1}

Jab Kabhi Koi Mard Kisi Aurat ke Ishq Mein Mubtla Hota Hai
to use is aurat ki Bhook mitane ka Chaska Pad jata hai.

Intkhab Urdu Quotes - bano qudsia 2024
drusht intekhab quote

کبھی کبھی درست انتخاب راستے کی طوالت کو کم کر دیتا ہے۔

Kabhi Kabhi drusht intekhab Raste ki tawalt kam kar deta hai,

Taluq Urdu Quote bano qudsia - Taluk to Chhatri hai
Taluq Urdu Quote bano qudsia

تعلق تو چھتری ہے، ہر ذہنی ، جسمانی ، جذباتی
 غم کے آگے اندھا شیشہ بن کر ڈھال کا کام دیتی ہے

Taluq Urdu Quote - Taluk to Chhatri hai

Taluk to Chhatri hai,  har zahni, jismani, jazbaati,
Gam ke aage,  Andha Sheesha Ban Kar Dhal k kam Deti Hai.

15+ Best Urdu Quotes bano Qudsia
15+ Best Urdu Quotes Bano Qudsia

اکثر اوقات سچ کڑوا نہیں ہوتا۔ 
سچ بولنے کا انداز کڑوا ہوتا ہے

Aksr okat Sach kadwa Nahin Hota ha,

$ads={1}

aksr okat Sach kadwa Nahin Hota ha,
Sach bolane Ka Andaaz Kadwa Hota Hai.

Best Urdu Quotes Collection with Images 2024
Best Urdu Quotes Collection


انسان کو تحقیق اور خواب سے برابر کی محبت ہے 
اور وہ اِن دونوں کے درمیان جُھولے کی مانند آتا جاتا ہے

Insan ko tahqeeq aur khwab se barabar


Insan ko tahqeeq aur khwab se barabar Ki Mohabbat Hai
Aur Wo indonon Ke  Darmiyaan Julie ki man Aata Hai.

bano qudsia quotes -Muhabbat Saying Urdu
Love Bano Qudsia Quotes

محبت سفید لباس میں ملبوس عمرو عیار ہے 
ہمیشہ دو راہوں پر لا کھڑا کر دیتی ہے

Mohabbat Bano Qudsia in Urdu


Mohabbat Safed Libas main Malbos Umar o  Ayar hai
Hamesha Do Raho per La Khada kar Deti Hai.

bano qudsia quotes - Life Quotes In Urdu
Life Quotes in Urdu Bano Qudsia

اِنسان حاصل کی تمنا میں لاحاصل کے پیچھے دوڑتا ہے
 اُس بچے کی طرح جو تتلیاں پکڑنے کے مشغلے
میں گھر سے بہت دور نکل جاتا ہے ،
 نہ تتلیاں ملتی ہیں نہ واپسی کا راستہ

Best Famous Quote - Insan Hasil Ki Tamanna

Insan Hasil Ki Tamanna Me laa Hasil Ke Piche daudta hai
use Bacche Ki Tarah Jo titliyan pakdane ke mashgla mein
Ghar se bahut Dur nikal jata hai, na titlyan milati hai na wapasi ka rasta.
Jumma Mubarak جمعہ مبارک‎ Islamic Urdu Status Post

$ads={1}

Bano Qudsia -Mohabbat Pany Wala - Urdu Motivational quote
Mohabbat Ursu Bano Qudsia quotes

محبت پانے والا کبھی اس بات پر مطمئن نہیں ہو جاتا کہ اُسے
 ایک دن کے لیے مکمل طور پر ایک شخص کی 
محبت حاصل ہوئی تھی، محبت تو ہر دن کے ساتھ اعادہ چاہتی ہے۔

Mohabbat Pany Wala - Urdu Motivational quote


Mohabbat pany wala Kabhi is Baat per mutmaeen
Nahin ho jata ke use ek din ke liye Mukammal
Taur per Ek shaks Ki Mohabbat Hasil hui thi
Mohabbat To Har din ke sath (adah- Wada) chahti hai


Roman Urdu Bano Qudsia sayings SMS -bano qudsia quotes
Urdu Bano Qudsia quotes

امید بھی بڑی دیوانی چیز ہے
لمحوں میں ریگستانوں میں زیتون کے باغ لگا دیتی ہے

Roman Urdu Bano Qudsia sayings SMS


Ummid bhi Badi Deewani chiz Hai
Lamha mein registan mein zaitun ke bag Laga Deti Hai.

Bano Qudsia Urdu Quote - Kisi Dusre Shaks ko Aurat ko Mom Ya Pathar
Best Of Bano Qudsia Quotes


کسی دوسرے شخص کو عورت کو موم یا پتھر کا خِطاب دینے کا حق نہیں ہوتا
 وہ خود چاہے تو محبوب کےاشاروں کی سمت مڑتی رہتی ہےـ 
اور پتھر بننے کا فیصلہ کر لے تو کوئی شخص بھکاری
 بن کر بھی اُس کی ایک نگاہِ التفات نہیں پا سکتا۔

$ads={1}

Kisi Dusre Shaks ko Aurat ko Mom Ya Pathar

Kisi dusre shaks ko aurat ko Mom ya Pathar Ka Kitab Dene Ka Haq Nahin Hota
Wo Khud Chahe to Mahbub ke Isharon ki simat Murti rahti hai
aur Pathar banne Ka Faisla Kar Le To Koi shak Bhikari Bankar bhi
uski Ek Nigah Altaft Nahin pa sakta.
Most Famous Bulleh Shah Poetry in Punjabi Urdu

Bano Qudsia Quotes copy paste 2023
Bano Qudsia quotes

چھوٹا بن کے رہو تو بڑی بڑی رحمتیں ملیں گی
 کیونکہ بڑا ہونے پر تو ماں بھی گود سے اتار دیتی ہے۔ 

Chhota Ban Kar Raho - Bano Qudsia Saying In Urdu Copy


Chhota ban kar raho Tu badi badi rahamat Milenge
Kyunki Bada hone per to man being Gud se utaar Deti Hai.

Thank you all for reading the beautiful sayings of Banu Qudsia, share them with your friends and relatives so that they too can know the written life principles of Banu Qudsia.


Previous Post Next Post