Best Urdu Shayari Ghazal of Ahmad Nadeem Qasmi
Read the best collection of Ahmad Nadeem Qasmi's poetry ghazal here. A very rare ghazal. Those who were enemies were the support, Jo Log Dushman Jaan Thay Wohi Saharay Thay
Audio and video ghazal in Urdu sad Urdu ghazal-images
Ahmad-nadeem-qasmi-urdu-sad-ghazal |
Roman Urdu Ghazal
Jo Log Dushman Jaan Thay Wohi Saharay Thay
Munafay Thay Mohabbat Mein Ne Khasaray Thay
Huzoor Shah Bas Itna Hi Arz Karna Hai
Jo Ikhtiyar Tumahray Thay Haq Hamaray Thay
Yeh Aur Baat Baharen Guraiz Pa Nikleen
Gulon Ke Hum Ne To Sadqy Bohat Utaarey Thay
Kkhuda Kere Ke Tri Umar Mein Gannay Jayen
Woh Din Jo Hum Ne Tre Hijar Mein Guzaray Thay
Ab Azan Ho To Tri Zulff Mein Piro Den Phool
Ke Aasmaa Ke Setaaray To Istaaray Thay
Qareeb Aaye To Har Gul Tha Khanah Zanboor
Nadeem Daur Ke Manzar To Pyare Pyare Thay.