Urdu Ghazal - Doctor Shahida Dilawar Shah - Image

 Urdu Ghazal - Doctor Shahida Dilawar Shah - Image And Text

" Urdu Ghazal " Doctor Shahida Dilawar Shah, is very famous read this beautiful ghazal, this ghazal has been written about the race of life and has talked about different aspects of life, this ghazal has been completed with very fine words, read this ghazal Then you will feel as if it was written for us, just as it was written for us, we are not any other creature, we are also human and those who wrote are also human, write only about human beings, Of any other creature, pains and sorrows are all the same, just a little bit different.

Read this ghazal and share it with your troubled friends. Copy. Write Urdu ghazal in the button above for more earthquakes. Thank you very much.

Best Urdu Sad Ghazal Download Pics And Copy Ghazal Text

Read it more: Top 5 Irtiza Nishat Urdu Ghazal Images Text

Urdu Ghazal - Doctor Shahida Dilawar Shah - Image And Text
The Best Urdu Ghazal In Urdu


Khawbon Sa Koi Khwab Banane main

donon ko Adhura Chhod Diya Khawbon Sa Koi Khwab Banane main Lagi hun

Ek dast mein hun Pyas Bujha Ne Mein Lagi hun


Batlaw Koi ism Mujhe radde Bala ka

Mein Aakar kirdar nibhaane Mein Lagi  hun


Woh Sahan Mein uppla ke liye Kab Se Khada Hai

Main Chhat per hun Badal ko udane Mein Lagi ho


Ek umr Howi ped per Do Naam likhe the

Ek Umr se wo nam mitane Mein Lagi hun


Rukne Na Kabhi pay Safar Roshanio ka

Dariya mein chirago ko Bahane Mein Lagi hun


Jab Se Tere Aane Ka Suna Hai mere ghar mein

Cheezon ko mein rakhne mein, uthane Mein lagi ho


Chalta bhi hai  Bhuj tabhi hai, udta bhi hai Jugnu

Suraj ko ye Ehsas dilane Mein Lagi hun


Bujhne ko hai ab Khali Diya Umra ka

Main Hun Ki Hawaon ko manane Mein Lagi Hui hun.

-Doctor Shahida Dilawar Shah


Previous Post Next Post