Top 20 Allama Iqbal famous Poetry in Urdu - Quotes In Urdu

Best Top 20 Allama Iqbal famous Poetry in Urdu

It is wonderful to know that you appreciate the works of Iqbal. He is indeed a remarkable figure in Urdu literature and philosophy. Here are some of his famous Shayari that you can share with your friends.

Allama Iqbal Poetry Quotes Images SMS Copy-paste

Best Allama Muhammad Iqbal Quoets - Poetry In Urdu
Sad Quotes Allama Iqbal

Qoumain Fikar Se Mahroom Ho Kar
Tabah Ho Jati Hain.
قومیں فکر سے محروم ہو
کر تباہ ہو جاتی ہیں
Allama Muhammad Iqbal Quoets
Laa makan ki taskheer

Aqal Se Kaayenaat Ko Maskhar Kar Satke Hain Lekin
Lamkan Ki Taskheer Ke Liye Ishhq Darkaar Hai.

عقل سے کائنات کو مسخر کر سکتے ہیں لیکن
 لامکان کی تسخیر کے لئے عشق درکار ہے
Best Allama Muhammad Iqbal Shayari
Aadmiyat

Agar Aadmiyyat Matloob Hai 
Yani Agar Aadmi Ban-na Chahtay Ho
To Bani Aadam Ka Ehtram Karo.

اگر آدمیت مطلوب ہے
 یعنی اگر آدمی بننا چاہتے ہو
تو بنی آدم کا احترام کرو۔

Top 10 Allama Iqbal famous Poetry in Urdu
Shayar ki Aankhen

Jab Shayar Ki Ankhen Khuli Hoti Hain To Duniya Ki Band Hoti Hain
Aur Jab Shayar Ki Ankhen Hamesha Ke Liye Band Hojati Hain 
To Duniya Ki Ankhen Khil Jati Hain .
جب شاعر کی آنکھیں کھلی ہوتی ہیں تو دنیا کی بند ہوتی ہیں
 اور جب شاعر کی آنکھیں ہمیشہ کے لئے بند ہوجاتی ہیں
 تو دنیا کی آنکھیں کھل جاتی ہیں۔

Top 20 Allama Iqbal famous Poetry in Urdu Image
Ameer ky Pehlu

Dil Aik Aisi Cheez Hai Jo Har Ameer Ke
Pehlu Mein Nahi Hota.

دل ایک ایسی چیز ہے
 جو ہر امیر کے پہلو میں نہیں ہوتا۔

Best Top 20 Allama Iqbal famous Poetry in Urdu
Ashiq par mot

Aashiq Par Mout Haraam Hai .
عاشق پر موت حرام ہے۔

Best Top 20 Allama Iqbal famous Poetry in Urdu 2023
Qudrat

Jo Masail Insaan Nah Hal Kar Sakay
Qudrat Inhen Hal Karti Hai .

جو مسائل انسان نہ حل کرسکے
 قدرت انہیں حل کرتی ہے۔

Best Urdu Shayari Quote Image
Tark e Umeed

Tark Umeed Merg Jaudan Hai .

ترک امید مرگ جاوداں ہے۔

Best Of Allama Muhammad Iqbal Quoets 2023
Deen ki Haqeeqat

Deen Ki Haqeeqat Yeh Hai Ke 
Darogh Goi Aur Haraam Khori Se Parhaiz Kere 
Aur Har Haal Mein Allah Taala Ko Hazro Nazir Samjhay .

دین کی حقیقت یہ ہے
 کہ دروغ گوئی اور حرام خوری سے پرہیز کرے
 اور ہر حال میں اللہ  تعالی کو حاضروناظر سمجھے۔
....
Urdu Quotes Images 2023
Behtareen Nataij Ki Khwahish

Behtareen Nataij Ki Khwahish, Mamooli Nataij Ki Tawaqqa 
Aur Bad Tareen Nataij Ke Liye Tayyar Rehna Chahiye .

بہترین نتائج کی خواہش، معمولی نتائج کی توقع
 اور بدترین نتائج کے لیے تیار رہنا چاہیے۔

Best Allama Muhammad Iqbal Famous Shayari
Baap Ki Nigaah

Hazaar Kutub Khanah Aik Taraf Aur
Baap Ki Nigah Multafit Aik Taraf .

ہزار کتب خانہ ایک طرف
اور باپ کی نگاہ ملتفت ایک طرف۔

2 Lines Urdu Best Allama Muhammad Iqbal Quoets
Gumraahi

Museebat Ki Terhan Gumraahi
Bhi Tanha Nahi Aati.
مصیبت کی طرح گمراہی بھی تنہا نہیں آتی

Allama Muhammad Iqbal Quoets - 2 linesPoetry In Urdu
Zubaan Zameen Sy

Har Shakhs Ko Tabiyat Aasman Se 
Millti Hai Aur Zabaan Zameen Se.

ہر شخص کو طبیعت آسمان سے ملتی ہے
 اور زبان زمین سے۔

Iqbal Quoets - Poetry In Urdu 2023
KaafirHy

Doosron Ke Saharay Zindagi Busr Karna
Quran Ki Ro Se Kaafri Hai.

دوسروں کے سہارے زندگی بسر کرنا 
قرآن کی رو سے کافری ہے۔

Allama Muhammad Iqbal Quoets - Urdu Images
Mashriqi Aqwam

Mashriqi Aqwam Ko Maghribi Tahazeeb Par Tanqeed
Ki Zaroorat Hai
Is Ki Taqleed Ki Zaroorat Nahi.

مشرقی اقوام کو مغربی تہذیب پر تنقید کی ضرورت ہے
 اس کی تقلید کی ضرورت نہیں۔
Urdu Allama Muhammad Iqbal Quoets
Dushman

Tajarbay Se Maloom Sun-hwa Ke Log Ikhlaas 
Aur Dayanat Ke Bohat Dushman Hain.

تجربے سے معلوم ہوا کہ لوگ اخلاص
 اور دیانت کے بہت دشمن ہیں۔

Allama Muhammad Iqbal Quoets Pictures
Allama Iqbal Poetry

Fikar Maeeshat Rooh Ki Qaatil Hai.
فکر معیشت روح کی قاتل ہے۔
Top 20 Allama Iqbal famous Poetry in Urdu images
Taqleed Ka Ansar 

Zindagi Ke Jis Bhi Shobay Mein Taqleed Ka Ansar 
Numaya Hoga Is Mein Harkat Maqsood Hogi.
زندگی کے جس بھی شعبے میں تقلید کا عنصر نمایاں
 ہوگا اس میں حرکت مقصود ہوگی۔
I hope you like our collection

Previous Post Next Post